kay mein nay khudh ko Kiya Pesh Dillagi kay liye...!!!!

**
Ajeeb tarhan say socha hai zindagi kay liye
kay zakhum zakhum main khilta hoon khushi kay liye

Woh Mujh ko Chorh gaya tu mujhe yaqeen aya!!
Koi bhi shaks zaroori nahin kisi kay liye

Sawaal ye hai kay issnay kabhi pocha nahin
Kay ap sochtay kaisay hain shayari kay liye

Issay khabar hai kay iska koi nahin apna
aik ashnae bhi kafi hai ajnabi kay liye

khata kisi ki hoo lekin saza kisi ko milay
ye baat jibbar nay chorhi hai haar sadi kay liye

Ye saadgii thee meri ya kay chahaat thee
kay mein nay khudh ko Kiya Pesh Dillagi kay liye…!!!

**

Zabardast :k:

Thanx for sharing :flower1:

:hug:

:rolleyes: :eek: :eek:

:k: :k: :k: