KAWA'IF...what does this word mean?

Re: KAWA’IF…what does this word mean?

Kuwaa’if to Altaf Bhai ne mujh se nahiiN maangaa kiu k na to maiN kisii masjid kaa imaam huN aur na hii kisii shehr/qasba/qariya kaa muftii…o wait, Muqwee Bhai once called me Mufti e GS…kahaN haiN Muqwee Bhai, mujhe mushkil meN pahNsaa ke vo chai’n kii bansii nahiiN bajaa sakte! :cb:

ai qawaa’if, tujhe mire anjaam pe ronaa aayaa?