KAWA'IF...what does this word mean?

Re: KAWA’IF…what does this word mean?

hahahaha…vaise, bechaara aaj shareef 'LAG" rahaa thaa dekhne meN…andar kaa Haal to sabhii ko ma’loom hai…iskaa zaahir badaltaa rahtaa hai magar baatin vaise kaa vaisa hii “KAALAA” hai…:cb:

yeh to Dramchii hai hii magar mujhe afsos un hazaaroN kaarkunaan [workers] par hotaa hai jo bechaare majbooran baiTh ke unkaa telephonic Khitaab [address] sunte haiN…log DanDoN ke zor pe apnii baat sunaate haiN magar Altaf Bhai to fone ke zor pe sunaate haiN…OMG…poor people!