Kawa and Gadhay ka air travel

Gadha aur Kawa jahaz may safer ker rahay thay,
Kawa bar bar air hostess ko seat ka button daba daba ker bolata aur kabhi juice , kabhi coffee, aur kabhi pani mangta, Air Hostess kuch tang bhi ho gaye thee,
Kaway nay button dabaya,Air hostess aye,aur boli,kaya hai ab,haan,
Woh ,woh kuch nahii, aisi he try ker raha tha,:hehe:
Air hostess khubsorat bhi thee aur gadhay sahab bohat khush thay,:wink:

Bolay,Yaar Kaway bhaii, mai bhee eik dafa button dabaoun ga yaar,:wink:
Kaway nay thori dair kuch socha aur bola,Ok Donkey ,Go Ahead yaar,:biggthumb:

Gadhay nay button dabaya,air hostess gusah mai foran Security guard kay saath a gai…,bas abb bohat ho gaya tum duno ka darama,chaloo in duno ko jahaz kay escape shoot say bahar painkh do…

aur duno ko jahaz say bahar painkh diya jata hai,

,
,
,Bahar urtay hoiy,
,
,
Gadha, kaway say bolaa, ulluu kay pathay merwa diya na,
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Kawa Gadhay say bola, Donkey,Tum ko uRna atta hai,you know how to fly? .

,

,
,
,
,
,Gadha bola : :smack2:, Nahi yaar

,
,
,
,
,
,
,
,
, Kawa Gadhay say bola, , TOU PHIR BHAI JAAN PANGA KEUN LIYA THA,:hehe:

,
,
,
,
,
Aur kawa flew away,and lived happy ever after,
:biggthumb:

Kya matbal hai iss post ka :-|

Laagta hai abhi sahee tarhan se maar naheen laagi tumhe

Mambay if you are reading this, Bite Raindance :D

:konfused: :ahaa: :mocking:

:hehe:

:rocketup:

apni zabaan nikalo zara - :stuck_out_tongue: aab mujhe khenchnay do

:p

:D

the original joke is in arabic about a donkey and a parrot and it sounds funny only in arabic.... (my thoughts)