kaun behti huhi ankhon per nazar rakhta hai
log tou bus hunstay chehro ko dua dete hai
Re: kaun......
lawwa G very nice.... but .... mein agree nahi kerti
Re: kaun......
very nice
Re: kaun…
woh q???
.
.
.
.
thanx both of ya
Re: kaun…
Nice one Suhail… ![]()
But I will Double Fazeelat..
Coz.. there are lots of ppl who Care lots abt Behti anhkhaiN ![]()
Re: kaun…
wo hey naah…
aansoo nikal parey to meri laaj rah gai
werna izhar-e gam ka saleeqa nah tha mujhy
Re: kaun......
Kaash tere aansoo bhi izha-e-ghum ke liye hote
Chand Sikke hi kaafi thhe warna dua ke liye
Re: kaun......
thanx fazeelat ji lakin jab safar par tanha ho tou lagta hai k har koi hum par hans raha hai
Re: kaun…
Wah… Very Nice Fazeelat… & Umar ![]()
Re: kaun......
Bheegi ruton mai hum besabab nahi rotay
barishain tou hoti hain barishon ke mausam mai
Re: kaun…
Yeh sher chooN kay meri Biyaaz maiN guzishta 8 saal saY likhaa huvaa hai iss liye:
1- yeh meraa bhee pasandeeda sher hai ![]()
2- aur aap kaa sher ho naheeN saktaa phir sho’ara-e-gupshup maiN kiyaa kar rahaa hai:-| ?
Re: kaun…
mujhay mere dost ne sunaya tha aur uss ne kaha tha k uss ka hai, uss ko tou mai…
.
.
.
.
sho’ara-e-gupshup = family n friendz 2, right?
Re: kaun......
wah wah very nice.kia sher hai bhi lakeen kia log waikiee aisa karta hain jaan leewa? but i agree coz log aisa bhi hotay hain jo hanstay chehroo ko salam kartay hain 1
Re: kaun......
lakeen sub aisa nahi hotay yaad rakhna!:)