yeh jo hickiya musalsal mujhe arahi hai…
Re: kaun yaad kar raha hai mujhe?
i knew it no1 think bout me:(
.
.
.
.
mera bhai shaitan hi yaad kar raha ho ga:halo:
Re: kaun yaad kar raha hai mujhe?
^ aap khud ko kese yaad ker saktey ho?
![]()
Re: kaun yaad kar raha hai mujhe?
mai khood ko yaad nahi kar raha:smash: balkay mera trainer mujhe yaad kar raha hai:smash:
Re: kaun yaad kar raha hai mujhe?
hiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii sariyaaal ![]()
Re: kaun yaad kar raha hai mujhe?
sunao sust gaam kaisi ho?![]()
Re: kaun yaad kar raha hai mujhe?
alhumdulillah theek hi hoon ![]()
tum sunao sariyaal..kya haal chaal hai?
Re: kaun yaad kar raha hai mujhe?
no..but i’d like some coke plz ![]()
Re: kaun yaad kar raha hai mujhe?
i dont like coke n havent taste it since agez:snooty:
Re: kaun yaad kar raha hai mujhe?
yeh meri thread hai tum dafa ho yaha se:snooty:
Re: kaun yaad kar raha hai mujhe?
okkk byee ![]()
Re: kaun yaad kar raha hai mujhe?
mazaq kar raha hoon yaar dont go oyeeee
Re: kaun yaad kar raha hai mujhe?
j-lo koi ganna to sunao.
Re: kaun yaad kar raha hai mujhe?
tum baRay kab hogay - naukri kab karo gay - shadi kab hogi ??
filhaal yeh subb kuch buhat mushkil lag raha hay
tumharay kartoot theek nahi hain
:)
Re: kaun yaad kar raha hai mujhe?
mery ilawa tumhay aur kon yaad kar sakta hai... :D
Re: kaun yaad kar raha hai mujhe?
ganna mujhay ata nahi kahe tou shair suna doon;)
.
.
.
.
James Phaand pa ji: shaadi k liye naukri zaroori hai?
n jo double job kartay hain unho 2 shaadiyan ki hoti hain kia?![]()
.
.
.
.
ASA: kaam karo oyeee apna mai ab kia sirf tumharay khayalo k liye hi reh gya hoon:snooty:
Re: kaun yaad kar raha hai mujhe?
![]()
Re: kaun yaad kar raha hai mujhe?
wailikum_us_salam :halo: