Kaun kehta hai mohabbat ki zubaan hoti hai
Ye haqeeqat to nigahoon se bayaan hoti hai.
Woh na aaye to satati hai khalish si dil ko
Woh jo aaye to khalish aur jawaan hoti hai.
Rooh ko shaad karay dil ko jo pur-noor karay
Har nazaaray main yeh tanveer kahan hoti hai.
zabt-e-sehlaab-e-mohabbat ko kahan tak rokain
Dil main jo baat ho aankhon se ayaan hoti hai
Zindagi Eik Sulagti si chitta hay Saahir
Shola banti hay na yeh bujh k dhuwaan hoti hay
-- Saahir
Re: Kaun kehta hai mohabbat ki zubaan hoti hai

very nice; thanks for sharing
ehsan
3
Re: Kaun kehta hai mohabbat ki zubaan hoti hai
Woh na aaye to satati hai khalish si dil ko
Woh jo aaye to khalish aur jawaan hoti hai.
Nice.
Re: Kaun kehta hai mohabbat ki zubaan hoti hai
Bhot Achi Ghazal hai :k:
Re: Kaun kehta hai mohabbat ki zubaan hoti hai
bohat khoob
Re: Kaun kehta hai mohabbat ki zubaan hoti hai
Fantastic..........beautifully sung by Jagjit/Chitra Singh.
Re: Kaun kehta hai mohabbat ki zubaan hoti hai
bohat khub. :)
sahir ka eik aur shair
Guraiz ka naheen kaa-el hayat say laikin
Jo sach kahoon kay mujhay maut na gawaar naheen

:k:

maana hamein jeenay ka qareena nahi aata
aey zeest magar tujh se hamein pyar bohot hai

this is beautiful aabla pa :--)

buhat khoob