ham ko kisake Gam ne maaraa ye kahaanii phir sahii
kisane to.Daa dil hamaaraa ye kahaanii phir sahii
dil ke luTane kaa sabab puuchho na sab ke saamane
naam aayegaa tumhaaraa ye kahaanii phir sahii
nafarato.n ke tiir khaa kar dosto.n ke shahar me.n
ham ne kis kis ko pukaaraa ye kahaanii phir sahii
kyaa bataaye.n pyaar kii baazii vafaa kii raah me.n
kaun jiitaa kaun haaraa ye kahaanii phir sahii
ye aap ham to bojh hai.n zamiin kaa
zamii.n kaa bojh uThaane vaale kyaa hue
[quote]
**
dil ke luTane kaa sabab puuchho na sab ke saamane
naam aayegaa tumhaaraa ye kahaanii phir sahii
**
[/quote]
achi ghazal hay...
nice gazal bhai
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
~ ~~ ~~ ~~ ~
phiRa aj haq kaliye jaa’N fida karay koi
wafa bhi jhooM uthay yo wafa karay koi
nimaaZ 14 sadi se hai muntaziR logo|
HussaiN ke tarha aye ada karay koi
~~ ~~ ~~ ~~ ~
~~Experience is the worst teacher; it gives the test before presenting the lesson.~ ~*
.......ab kiya likhain....yeh kahaanee phir sahee!!!
Originally posted by Amjad Chohan:
**ham ko kisake Gam ne maaraa ye kahani phir sahi
kisane toRaa dil hamaaraa ye kahaanii phir sahi
dil ke luTane kaa sabab puuchho na sab ke saamane
naam aayegaa tumhaaraa ye kahani phir sahii
nafratoN ke tiir kha kar dostoN ke shahar meiN
ham ne kis kis ko pukaaraa ye kahani phir sahi
kya bataayeN pyaar ki bazi vafa ki raah meiN
kaun jeeta kaun haaraa ye kahani phir sahi
**
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/confused.gif
abhi kuch aur be baqie hai
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/bukbuk.gif
sunanay ko hmmmmm…Amjad bahi wo be suna he daltey…phir kabhi keoN aik he dafa keon nahi kah daitey hian hasrat nahi rakhtey
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
~kabi alwida na kahNa~
thasnx NJ, CC, Perfectionist, isfandyaar, speed master, Zakhmi Umar…
NJ aap ki haasrat tu nahi raahi na???
CC aap ko keya pata hay? zara mughay bhi tu pata chulay
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
aur Bahi ( Brother ) kay spellings yeh nahi hootay jo aap nay likhay hain i.e Bahi no Bhai
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
ASA
February 14, 2002, 1:35pm
11
bouhat khoob A-C, very nice.. all time my fav
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
[quote]
Originally posted by Amjad Chohan:
**kyaa bataaye.n pyaar kii baazii vafaa kii raah me.n
kaun jiitaa kaun haaraa ye kahaanii phir sahii
**
[/quote]
hmmm okiesh yay khanai phir shih :)
Thanks for sharing
"Don’t be shallow by saying: if people do good, we will do good; and if they do wrong, we will do wrong; but accustom yourselves to do good if the people do good, and not to do wrong if they do wrong."
nahi Nikami hasrat nahi palti
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
chando ka kia qasoor
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
jesay bahi hotey wesay he spelling be honay hain na…(na samj maiN anay walay)
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
~kabi alwida na kahNa~
juMurA
February 15, 2002, 2:05am
14
thanku GTG and Jumura and AsSweetAs…
aap CC ki Legal Advisor lugi hoi hain keya?
theek hay aap baari hain but khabhi khabhi chootay bhi theek baat kur daytay hain so maan layni chahey
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
auur mughay pata hay aap keya palti hain aur keya nahi…bataanay ki zaroorat nahi hay!
anyhow aap kay leay
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/flower1.gif
phool iss leay kay kaafi dinn ho gay “tootay tootay” wala dialog nahi suna tu kahian phir say…
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
wo keya hay kay…**
hum no hoon gay tu humain yaad kuray gi duneya…and also waaday loog waadian gulaan!..so look koun waaday loog hain?**
ye aap ham to bojh hai.n zamiin kaa
zamii.n kaa bojh uThaane vaale kyaa hue
[This message has been edited by Amjad Chohan (edited February 16, 2002).]
Originally posted by Amjad Chohan:
**thanku GTG and Jumura and AsSweetAs…
aap CC ki Legal Advisor lugi hoi hain keya?
theek hay aap baari hain but khabhi khabhi chootay bhi theek baat kur daytay hain so maan layni chahey
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
auur mughay pata hay aap keya palti hain aur keya nahi…bataanay ki zaroorat nahi hay!
anyhow aap kay leay
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/flower1.gif
phool iss leay kay kaafi dinn ho gay “tootay tootay” wala dialog nahi suna tu kahian phir say…
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
wo keya hay kay…**
hum no hoon gay tu humain yaad kuray gi duneya…and also waaday loog waadian gulaan!..so look koun waaday loog hain?**
**
advisor aur me ..nikamy log kia kisi ko advice dain gain…ap ko tu pata he hai..phir..haan ye be sahi hai barey tu hain but ko smajta nahi hai…log chotey ho k argu kartey
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/frown.gif
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~
Pramod
February 18, 2002, 4:36am
17
It is great...
Amjad sahab
Baza ye zabt-e-gham phir bhi,mohabbat meiN kabhi ro ley
Dabaane ke liye har dard, ye naadaN nahiN hota.
Originally posted by NikamiJano:
** advisor aur me ..nikamy log kia kisi ko advice dain gain…ap ko tu pata he hai..phir..haan ye be sahi hai barey tu hain but ko smajta nahi hai…log chotey ho k argu kartey
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/frown.gif
**
Yeh kidher likha hay kay uger chootay ho tu argu na kurooo???
aur kissi bhi rah chultay say argu nahi ki jaati…but aap baaray loog jo hoovay, kidher sumagh aati hay yeh baat aap ko
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/frown.gif