Kaun iss rah say guzarta hai

Kaun iss rah say guzarta hai
dil yun heen intezaar karta hai
dekh kar bhi na dekhnay waley
dil tujhey dekh dekh darta hai
dehan kee seeriyon peh peechlay pehar
koi chupke say paon darta hai

Re: Kaun iss rah say guzarta hai

Bauhat achay :k:

Dil toh apna udaas hai Nasir
phir shehr kyon sain sain karta hai.