kaun houn mein kya houn mein

kaun houn mein kya houn mein
kaun janey kahan houn mein

youn khoey huey insaanon ki basti mein
jane na koi mujhey kaun hoon mein

kiss terah bataon apna haal un ko
kin dard key lamhaat sey guzra houn mein

kantoon pey chal key aya houn mein
lahoo na nikley to kehein bey jaan houn mein

na janey koi bhi yehan tujhey faraz
lagta hai kehein aur hi nakal aya houn mein

Faraz