Re: Kaun hooN mai
qos-e-qazaah aisay he tu nahi banti....safaid roshni ko apna wajood bakherna parta hai...
Right .
Re: Kaun hooN mai
qos-e-qazaah aisay he tu nahi banti....safaid roshni ko apna wajood bakherna parta hai...
Right .
Re: Kaun hooN mai
Tusi na jao ![]()
Re: Kaun hooN mai
Jub insan apni char dewari k bahir ho , khud k zaat se alag...wo inn sawalon ka jawab kaise dey sakta hai ? Agar jawab ata tou wo khud k zaat se ya alag na hota...ya phir wapsi ka rasta mil chuka hota.
wapsi ka kabhi koi rasta nahi hota...sirf laa hasil koshishain hoti hain...or sawalaat k jawabaat 2 zaaton nay denay hotay hain....aik dewar k andar aik dewar say bahar...jab woo miltay hain tu jawabaat bhi mil jatay hain...or un ka milna kisi procedure say nahi hota...yeh woo qaid hai jo her insan ko independently katni parti hai...
Re: Kaun hooN mai
saray matlab may nay samjha diyay tu aap khud say kiya samjhain gi :), phir say parhain...
Aap tou sawal he barha rahay hain :(
Re: Kaun hooN mai
tu phir ho jaye aik cup garma garam chaye…
farar
Koi zindagi khatam kr leta hy koi nafsiati ho jata hy waisy nafsiati hona to bohat normal hy aj kal ne bhe nafsiyati hun ![]()
Re: Kaun hooN mai
wapsi ka kabhi koi rasta nahi hota...sirf laa hasil koshishain hoti hain...or sawalaat k jawabaat 2 zaaton nay denay hotay hain....aik dewar k andar aik dewar say bahar...jab woo miltay hain tu jawabaat bhi mil jatay hain...or un ka milna kisi procedure say nahi hota...yeh woo qaid hai jo her insan ko independently katni parti hai...
Hmm..theek.
Re: Kaun hooN mai
Aap tou sawal he barha rahay hain :(
tu sawaal he tu aap ko aap kay wajood say milwain gay...
Re: Kaun hooN mai
Normal ![]()
tu phir ho jaye aik cup garma garam chaye…
farar
[/quote]
Bilkul ![]()
Re: Kaun hooN mai
Koi zindagi khatam kr leta hy koi nafsiati ho jata hy waisy nafsiati hona to bohat normal hy aj kal ne bhe nafsiyati hun :p
:)
Re: Kaun hooN mai
tu sawaal he tu aap ko aap kay wajood say milwain gay...
Ya jawab na milne pe aur frustrate kr dainge ? Aur door apne aap se ?
Re: Kaun hooN mai
wtz the word for nafsiati in english?
P.S
to all
Re: Kaun hooN mai
Ya jawab na milne pe aur frustrate kr dainge ? Aur door apne aap se ?
aik baat yaad rakhiyay ga....insan ko jawab usi waqat milta hai jab woo koi sawal karta hai....proof of concept hamesha concept k baad ata hai....sawalaat aap ki zaat nay karnay hain or jawab aap nay wajood say lenay hain...phir dekhain....aap kin roshnio ki barsaat may bheegti hain...
Re: Kaun hooN mai
walikumasalam…psycho.. ![]()
Re: Kaun hooN mai
walikumasalam...physcho.. :)
you mean psycho?
phone se post ker rahe hain aap?
Re: Kaun hooN mai
you mean psycho?
phone se post ker rahe hain aap?
nahi meray hijay he ghalat hotay hain :P
Re: Kaun hooN mai
![]()
Re: Kaun hooN mai
aik baat yaad rakhiyay ga....insan ko jawab usi waqat milta hai jab woo koi sawal karta hai....proof of concept hamesha concept k baad ata hai....sawalaat aap ki zaat nay karnay hain or jawab aap nay wajood say lenay hain...phir dekhain....aap kin roshnio ki barsaat may bheegti hain...
Wht if it doesnt work...and due to tht frustration..you end up pushing away ppl who love you..who care abt you...
Re: Kaun hooN mai
Tried...doesnt work...and due to tht frustration..you end up pushing away ppl who love you..who care abt you...
"you end up pushing away ppl who love you..who care abt you"...for them you have to find own self...