Kaun hooN mai

Re: Kaun hooN mai

aik baat yaad rakhiyay ga…insan ko jawab usi waqat milta hai jab woo koi sawal karta hai…proof of concept hamesha concept k baad ata hai…sawalaat aap ki zaat nay karnay hain or jawab aap nay wajood say lenay hain…phir dekhain…aap kin roshnio ki barsaat may bheegti hain…