kat hi gaye judaye bhi kub yu’n hua kay mar gaye
tere bhi din guzar gaye meray bhi din guzar gaye
tu bhi kuch aur aur hai ham bhi kuch aur aur hain
janay woh tu kidhar gayaa jaane woh hum kidhar gaye
raahoo’n main hi milay thay hum raahai’n naseeb bun gaye’n
tuu bhi na apane ghar gaya hum bhi na apanay ghar gaye
woh bhi Gubaar-e-Khaak thaa ham bhii Gubaar-e-Khaak the
woh bhii kahi bikhar gaya’a hum bhi kahi bikhar gaye
koi kinaar-e-aab-e-juu baitha hua hai sar niguu.
kashti kidhar chali gaye jaane kidhar bhanvar gaye
teray liye chalay thay hum teray liye thahar gaye
tuu ne kahaa to jee uthay tunay kahaa to mar gaye
waqt hii kuch judaa’ye ka itana taveel ho gayaa
dil mai tere firaaq ke jitane the zaKhm bhar gaye
Re: kat hi gaye judaye bhi kub yu'n hua kay mar gaye
very nice dear.
zakhm bharty thory hai bhol jaty hai thori dair kay liay :)
Re: kat hi gaye judaye bhi kub yu’n hua kay mar gaye
kafi hasb e haal maalomta, nice sharing
Re: kat hi gaye judaye bhi kub yu’n hua kay mar gaye
oye chuncho
pehli he post me code language
maloomta 
Re: kat hi gaye judaye bhi kub yu’n hua kay mar gaye
:halo:
what happend to your old ID 
Re: kat hi gaye judaye bhi kub yu’n hua kay mar gaye
bus paa g lagana parr jaata na g code shode wee 
Re: kat hi gaye judaye bhi kub yu’n hua kay mar gaye
o paa g tuhaano ki telliay, possward bhul gaya ooda g, tay phair naya bana pay gaya g 
Re: kat hi gaye judaye bhi kub yu’n hua kay mar gaye
pasword to mail kardaitay hain gupshup waly mail karni thi na …
Re: kat hi gaye judaye bhi kub yu'n hua kay mar gaye
pasword to mail kardaitay hain gupshup waly mail karni thi na ....
mail bhee keeta thaa, koi reply nahi hua, kitaa wait-taay g, so main ne old id haar diya :)
Re: kat hi gaye judaye bhi kub yu'n hua kay mar gaye
waqt hii kuch judaa'ye ka itana taveel ho gayaa
dil mai tere firaaq ke jitane the zaKhm bhar gaye :(
Re: kat hi gaye judaye bhi kub yu’n hua kay mar gaye
nice :k:
Re: kat hi gaye judaye bhi kub yu'n hua kay mar gaye
raahoo'n main hi milay thay hum raahai'n naseeb bun gaye'n
tuu bhi na apane ghar gaya hum bhi na apanay ghar gaye ...
Bahut khoob !
Re: kat hi gaye judaye bhi kub yu'n hua kay mar gaye
thanks :-)
EEMAAN
14
Re: kat hi gaye judaye bhi kub yu'n hua kay mar gaye
Bohat khoob:-)..
SJ
15
Re: kat hi gaye judaye bhi kub yu’n hua kay mar gaye
very nice :k:
Re: kat hi gaye judaye bhi kub yu’n hua kay mar gaye
thanks sonia g and emman 