Kassh k is dil nai kabhi wafa ka matlab na janna hota

Main Khud ko tere liye beqarar na karta to behtar tha,
Main tujh sai kabhi pyar na karta to behtar tha,
Kassh k is dil nai kabhi wafa ka matlab na janna hota,
Main tujh sai kabhi izhar na karta to behtar tha,

Mujhe meri mohabbat main kia mila siwaye hijr kai,
Main khud ko na karta barbad to behtar tha,
Sadion sai tere chah ko sinai main chupaya hia main nai,
Main is dard ko na karta bardasht to behtar tha,

Tere naam ab jab b aata hai nighahain juk si jitin hain,
Main apni ankhon ko na karta viran to behtar tha,
Tera zikar zamani kai labon ki zeenat hai,
Main na karta kabhi tujh sai baat to behtar tha,

Mere zeest main ab kisi ki jagha nahin,
Main na karta isai kabhi abad to behtar tha,
In ankhon nai jo sapnay sajaye thai kabhi,
Main na karta unkai bikharnai ka intezam to behtar tha,

Yeh tootay huey khwab mere zeest ka hasil hain,
Agar in kirchion sai zakhm na khata to behtar tha,
Ab is shehar - e - wafa main mera kaam nahin,
Kabhi yahan ghar na banata to behtar tha

wow...itz beautiiiiffulll... i love it..!! :D

wow!!!
lajavab:k::k::k:
thanks for shairng:~)

Amazing 1.. Very touchy ,,,

ajeeb dastaan hai ye kahan shuru kahan khatum
ye manzilien hain kaun si na woh samjh sakhay na hum
mubarak tumhay k tum kisi k noor hogae
kisi k itnay pas ho k sab sey door hogae ....

a shair from me as well

barbaad kardia hey dil'e daagh daar ne,,,,
meri kahani meri zabani na poochiye

yeh keh ke jaam'e ishq bhi kia kum naseeb hey,,,
yeh baat ho chooki hey poorani na pochiye

ay dost jis ne dunia se begana kardia,,,
aiee thi asiee raat sohani na poochiyeh...

Darey kion mera qatil? kia rahe ga oski garden pur
wo khoon jo chashme tur se, dum badum nikla

Nikelna khoold se Adem ka soonte aye hain lekin
bohet be-abroo ho ke terey kooche se hum nikle....

Lovely!

sahe kaha aap nay.

its nice

nice one TM thanks 4 sharin..:)

Beautiful, lovely… :k::k:

Re: Kassh k is dil nai kabhi wafa ka matlab na janna hota

very nice :k:
thanks for sharing ask :slight_smile:

woww bohoot khoob :k:

Re: Kassh k is dil nai kabhi wafa ka matlab na janna hota

wow! what an amazing contribution :)