kashti bhi nahin badli

http://sphotos-b.xx.fbcdn.net/hphotos-ash4/c59.0.403.403/p403x403/270773_447128271992905_1618586138_n.jpg

Re: kashti bhi nahin badli

**Aag ka darya hai aur

Doob kar jana hai**:smokin:

Re: kashti bhi nahin badli

nice uncle g

Re: kashti bhi nahin badli

Yeh tou bevakuufi hai na sarasar ... Kashti tou badal lain ...

Re: kashti bhi nahin badli

Abhi soorakh nahi hua kashti mein:@:

Re: kashti bhi nahin badli

Paisay nahin hai na nae kharidanay kay liye

Re: kashti bhi nahin badli

ghareeb log.. barishon main rehte hue gaRi ki bajae pehle kashti khareedni chahiye

Re: kashti bhi nahin badli

kiya yaad krwa diya .... :(

Shayad Tu Kabhi Pyasa Meri Taraf Laut Aaye ‘Faraz’
Aankho’n Main Liye Phirta Hoon Darya Teri Khatir

Re: kashti bhi nahin badli

Wah kya baat hai. Bauhat aala. Issi khushi mein eik pepsi ho jaye

Re: kashti bhi nahin badli

Itna bhi nahin pata kay England mein gariyan nahin sarkon per kashtiyan chaltee hain. :nahi:

Re: kashti bhi nahin badli

Pepsi nahi

Ab Un ko bride required hai

Re: kashti bhi nahin badli

nai kashti ko haath day kar roko, aur student keh kar sawar ho jao :p

Re: kashti bhi nahin badli

Venus is not part of England :snooty:

per agar barish ka yehi haal raha to ho bhi sakta hai :hehe:

Re: kashti bhi nahin badli

Hamari barish itni kharab nahin jitnee aap kee load shedding. :rotfl:

Re: kashti bhi nahin badli

humari loadshedding to mil bethne ka ek bahana hai aur star plus jaise channels se zara’eea nijaat. aap ki barish to aap ko star plus se chipka deti hai, bunda kahin aa ja hi nahin sakta.

Hence proved your barish is more dangerous :halo:

Re: kashti bhi nahin badli

Dil kay behlanay koh Muqaa yeh khayal achha hai.

Re: kashti bhi nahin badli

dil ka behlana ho to hum ek khud kafeel quom hain

Re: kashti bhi nahin badli

Wah wah wah .....

Re: kashti bhi nahin badli

Nice ehsan Bhai

Re: kashti bhi nahin badli

UZ aapa, aap abhi young hain.. Uncle ko Bhai mat kaha karen :hehe: