Kashti b nahi badli...

**Kashti b nahi badli, Darya b nahi badla
Aur doobney walon ka Jazba b nahi badla

Hai shoq e safar aisa ek umar se yaron
Pyar b nahi paya, Aur yar b nahi badla**

Re: Kashti b nahi badli…

**Hai shoq e safar aisa ek umar se yaron
Pyar b nahi paya, Aur yar b nahi badla

Keep it up.. pyar pane ka naam nahi hai, pyar kie jane ka naam hai :k:
**

Re: Kashti b nahi badli...


aisa hota hai jub insan same problems se larta rehta hai...baar baar