Re: ~ Kashmakash ~
![]()
Re: ~ Kashmakash ~
hai,,,,very nice
Re: ~ Kashmakash ~
nice1 Arif …:k:
**
Unhon ne jab dekha hamein, to mann ke taar bajne lage
Woh mohabbat thi ya, phir unnke mann ke puraane giley
Ham ne jab dekha unnhe, tau bhi mann ke taar bajne lage
Yeh tau bas mohabbat hi hai, gile hain na koi shikwey
Ye kaisi kashmakash hai, ke ab Qaraar hame aata nahi
Din-ba-din ab iss kashish ki gehraaiyon mein hum doobne lage.**
Re: ~ Kashmakash ~
Arif Sahib,
Bhaut Khoob,
Tumhein toot ke chaha tha nafrat bhi karain tu kaise karain …
Jissay toot ke chaha jata hai ussay naffrat nahiN ho sakti.
Tahir
Re: ~ Kashmakash ~
Nice one.
Re: ~ Kashmakash ~
Thanx SaQi ...
Re: ~ Kashmakash ~
nice Aryaan g…![]()
Re: ~ Kashmakash ~
agreed with you Tahir and thanks Aryaan for your contribution too ...
Re: ~ Kashmakash ~
shukriya Reet …![]()
Re: ~ Kashmakash ~
u r welcome Arif …![]()
Re: ~ Kashmakash ~
**
Harr rishta ek kashmakhash sath laata hai
Aarzu-e-dil, afsos se anjaan hoti hai
Larkharaatey hain mazboot Qadam bhi kabhi raaston par
Dosti mein aksar mohabbat Qurbaan hoti hai**