Kashi dil sy kabhi marny ki dua do mujh ko

Lab Py Shikwa Ha, Na Ha Koi SHIKAYAT Dil May,
Mohabbat Ki Thi Kabi Is Ki SAZA Do Mujh Ko,

Zindagi Kesy Katey Gi ‘JANNA’ Mujh Ko MALOOM Nhe,
Kash Dil Sy Kabi MARNY Ki DUA Do Mujh Ko…!!

Re: Kashi dil sy kabhi marny ki dua do mujh ko

:naraz: bohat galat baat hay kisi k marny ki dua nahi karni chahya

Re: Kashi dil sy kabhi marny ki dua do mujh ko

kam az kam dua karny k bahany yaad to karain gy na hum ko :(

Re: Kashi dil sy kabhi marny ki dua do mujh ko

Marne ki dua hoti hai ya bad dua?

Re: Kashi dil sy kabhi marny ki dua do mujh ko

un k baad to dua hi hy.. warna bad dua hi hoti hy :(

Re: Kashi dil sy kabhi marny ki dua do mujh ko

be positive :k: