kashash e mohabat

Kheench leti ha hamain oski “Muhabbat” warna…!

Akhri baar milay hain kayi baar oos se…!!!

Re: kashash e mohabat

zabrdast AJAZ :clap: :clap:

Re: kashash e mohabat

Thanks

Re: kashash e mohabat

Wow. Fanatstic. some people are really so loveable :wub:

Re: kashash e mohabat

ye to baby wala case lagta hai

Re: kashash e mohabat

:hmmm:

Re: kashash e mohabat

nae, yahan pe 8 mohabton ki nae :p aik hi shaks se milnay ki bat ho rahi ha

Re: kashash e mohabat

har dafa akhiri baar kyon milty hain

Re: kashash e mohabat

ghalti kr k toba, phr ghalti phr toba :p samhay kia?

Re: kashash e mohabat

ho sakta hai, baby ne bhi kisi ko 8 dafa alag andaaz se chaha ho

Re: kashash e mohabat

itni zayada mohabtain or vo b sachi, naqabl e yaqeen. Oski age kia ha, wesay teen age se shuru huwa ho to 1 ya 2 sal har mohabt k hissay ma aaye hongy.
parveen shakir ka aik shair yad aa gya.
Sab ishaq karen gy aur vo bi sacha
hai apnay qabeelay main yehi khami.

Re: kashash e mohabat

Iss ghazal ka matla to mujhe kabhi samajh nahin aaya :bummer:

Re: kashash e mohabat

app ko apna khayal agiya hai to iss main koi shak nahi. :slight_smile:

Re: kashash e mohabat

nahi mujhe aap jaisi dukhi insaniyat yaad aa gai hai…

Dil ki baat baten kis ko hum dukh dard ke maare log

Re: kashash e mohabat

matla kia tha yad nhi, ye yad ha k es ghazal ma, Meer aur Iqbal ko khiraj paish kia gya ha

Re: kashash e mohabat

Dil yasrabi o rafeeq shami :konfused:

http://www.paklinks.com/gs/intikhaab/553576-dil-yasrabi-o-rafeeq-shaami.html

Re: kashash e mohabat

:hoonh:

Re: kashash e mohabat

ye “yasrabi wa rafeeq” ha, dil yasrabi (madina) aur jo sathi ha wo shami mizaj ka ha. Shami mizaj ko karbala k muzalim se tashbeeh di ha

Re: kashash e mohabat

magar yasrabi dil kabhi shaam to jane ka irada nahin rakhta tha. right?

Re: kashash e mohabat

:bummer: kia huwa?