Kash

Meray wajood main kash tu utar jaey
Main dekhoon Aaina aur tu nazar aaey

Tu ho samney aur waqt thaher jaey
Ye zindgi tujhay yunhi dekhte hoay Gazar jaey

Re: Kash

waah! waah! kya baat hein....zabardast shair!