mujy likhny ka bohat shoq hai, lakin acha likh ni pati hu, magr kohish krti rehti hu…or ye chand sitary likhti hai…yaqeenan bht galtia hongi…phir b paish kie daiti hu…
**
Kash ye dunya ak haseen khuwab houti
***Kash ye dunya ak haseen khuwab houti
na kabi mai jahan askh bahati
jo mai sochti wohi houta
mai azadi se idr udar phirti
jo gii mai ata wo hi krtu
jahn koi rook took na houti
na mujy kisi ka intizar houta
jo chati wo paa b laiti
jahan zulm ki intiha na houti
jahn andhairy se kabi rat na houti
jahan har joi pur aaman houta
Kash ye dunya ak haseen khuwab houti
(KF…)*_