kash mohabbatt ki aisee duniya bhi hoti,
jahan hanstay chammaan hotay,***
weeranoo may bahar hoti,******
jahan agg ko panni see mohattab hoti,******
Aye Kash mohabbat ki aisee duniya bhi hoti,
Jahan jism gullab,Or zindagiyain noor hotin,
Jahan mahakti hawaoown k johkaain chaltay,
Jahan dilloown k millan may,Judaee kay moosum ki barish na hoti,
Aye Kash mohabbatt ki aisee duniya bhi hoti,
Jahan gham-e-zindagi teri muskarahat se,Mitt jatay,
jahan sowndee mitti per,Teray pyeroon k nishain hotay,
Jahan badal ki karwatt se,Mohabatt ki barish hoti,
Aye kash,Mohabatt ki aisee duniya bhi hoti.
Re: KaSh MuHaBaT Ki AsI dUnIyA B hOtII
lovely
Re: KaSh MuHaBaT Ki AsI dUnIyA B hOtII
thnx bella!!!
Aryaan
4
Re: KaSh MuHaBaT Ki AsI dUnIyA B hOtII
Good One Sana..:k:
Re: KaSh MuHaBaT Ki AsI dUnIyA B hOtII
aisi dunya ka hona impossible hai bt v innocent thoughts.
Re: KaSh MuHaBaT Ki AsI dUnIyA B hOtII
idealism
bohot aala sana
nayab87
7
Re: KaSh MuHaBaT Ki AsI dUnIyA B hOtII
Nice one!
Re: KaSh MuHaBaT Ki AsI dUnIyA B hOtII
Beautiful…
For a moment I imagined myself in that dunya… but then someone honked on the road
zalim smaaaaaaaj 
Re: KaSh MuHaBaT Ki AsI dUnIyA B hOtII
:FT we can just imagin dis....
shukriya sb ko pasand karnay k liy is nazam ko...
urdu ka bhukhar!!!!:p
Re: KaSh MuHaBaT Ki AsI dUnIyA B hOtII
Pehle kuch months aisay he hotay :p
Re: KaSh MuHaBaT Ki AsI dUnIyA B hOtII
kash kash kash kash kash kash kash kash kash
nice sharing ji
Re: KaSh MuHaBaT Ki AsI dUnIyA B hOtII
Bohat Khoob jee

ap to sanjeda lagtay ho yan lagti ho:p
yh kya likh dia:rotfl:
Re: KaSh MuHaBaT Ki AsI dUnIyA B hOtII
poetry section mai gupshup mana hay kya:konfused:
yahan koi bat hi nai karta
Aryaan
15
kisi aur ko baat karne ka mauqa miley tab na..
Re: KaSh MuHaBaT Ki AsI dUnIyA B hOtII
acha ji aryaan...ap karlo na batein pir.......
i am waiting for ur galan batan:p
Re: KaSh MuHaBaT Ki AsI dUnIyA B hOtII
Aryan bhai karo galan batan
Re: KaSh MuHaBaT Ki AsI dUnIyA B hOtII
wo bhag gay hain:p
wo sirf 5 mint k atay hain bas:p
Aryaan
19
Mujhe kahaan itni baatein aati hain..
Re: KaSh MuHaBaT Ki AsI dUnIyA B hOtII
acha masroof admi hen kia bhai jan