Kash ka eissa houta or hum tum sub aamnay samnay houtay

Kash kay eissa houta kay hum tum sub aamnay samnay houtay
Beahtay houway mushaeiray mein or wah wah kartay houtay

Chahay kei Sa bhi shaeir houta ,
kam humara wah wah kerna houta

Or hum aapus mein ye waada lay leytay
Mun tura hajji bagoyam tou mara hajji bago

Tum ya mein TerRan Num say apni shaeri mein jan behr tay
youn mein, apnay ultay bhoutay kalam mein dilkashi behrtey

Isse terhan aik rouz, hum kitabcha sa moukam mul kartay
Or tum sub mil kar johout such tareef kay qoulabay garhtay

Bari bari tum sub bhi apnay kalam kay dewan chaptay
Or fehrist mein shou A ra key humaray nam chaptay

Re: Kash ka eissa houta or hum tum sub aamnay samnay houtay

nice....