kash k wo pal bas wahin tham jaye...

Re: kash k wo pal bas wahin tham jaye...

thx darwesh, lekin asal bat ye hai k main likhna chor chuki hun or jo kuch bhi aap logon ki nazar kar rahi hun wo meri diary k safhey hain jo k main ney pehley kabhi taba azmai ki thi:) agar kuch naya likha to inshaallah zaroor post karun gi, duyaon mein yaad rakhiye ga