Kasam jisay zabt ke daay kar uthiya diya hai apnay daar say
Kaheen wo dewana na umer apni baghar taray basar na kar daay
Satiya jis ko hamasha tu nay, sada akala jo choup kay rooya
Wo dill jala apnay ansoon say tumahar daman behi na tar kar daay
Qateel ya wasal kay zamanay haseen behi hain taweel behi hain
Magar laga hai dill ko ya daharka anhain koyee mukhtasar na kar daay