Cheeni kasak Talab ki, sakoot e wafa diya
Yaarub tera shukar, kia lay ke kia diya
Shukar karo
Azad Sab...
Shukar karo ka kuch tu mila yahan to sub kuch day kar behi kuch nahi paaa sakay...........
Waqee sochnay ki baat hay per ab sochay kon
:)
nice:)
Zabur10 :k:
wah azad ji, bohot khoob :k: such kaha ![]()
Ya
Asi sach ke wajaha say to aaj tak akla hai...
very nice azad:k:
Thank u all