Asalam u Alaikum !
Aik Aur Umda Ghazal Jo Mujhe Be Had Pasand Hai Share Kar Raha Hon Umeed Hai Pasand Aye Gi
Apne Anaa Ke Khudaa Ko Manaaney Ki KhaatiR
Wo Khafaa Ho Gaya Mujhey Sataaney Ki KhaatiR
MeiN Ney Kaha Duur Jaa Kar Gar Tanhaa Ho Gae To !
Kehne Laga Tum Na Aaana Mujhe Behlaaney Ki KhaatiR !
Mein Ney kaha Waapsi Ke Dar Khuley Rehney Daina
Kehney Laga Kon Jaata Hai Laot Aaney Ki KhaatiR !
Magar Mila Barson Ke Baad To Kitna HaNsna Paraa
Usay Palkon Pe Rukey Ashq Chupaaney Ki khaatiR !
bEing Lonely !!! siD !!!
Re: Karwa Sach
Mein Ney kaha Waapsi Ke Dar Khuley Rehney Daina
Kehney Laga Kon Jaata Hai Laot Aaney Ki KhaatiR !
Magar Mila Barson Ke Baad To Kitna HaNsna Paraa
Usay Palkon Pe Rukey Ashq Chupaaney Ki khaatiR !
nice :k:
muncho
4
Re: Karwa Sach
anaa k pujari tu phir aisay hee hotay g, sad but beautiful g.
Re: Karwa Sach
Mein Ney kaha Waapsi Ke Dar Khuley Rehney Daina
Kehney Laga Kon Jaata Hai Laot Aaney Ki KhaatiR !
Magar Mila Barson Ke Baad To Kitna HaNsna Paraa
Usay Palkon Pe Rukey Ashq Chupaaney Ki khaatiR !
Great poem.
Re: Karwa Sach
Thanks bheegi muncho aryaan fiztaq starlight paklife jw muddi bro 
Re: Karwa Sach
wah Beeautifulll Sid.. :k:
Re: Karwa Sach
Thanks Nauman and Shum sis 
Re: Karwa Sach
ap masoom ko sata k usay kia mila 
PS: :k: