**
wafa sarisht hay mayree, kaha na karta tha
yay faysla mayray haq main hoa na karta tha
bohat dinoo say mayray ghar pay rooz aata hay
bulatay rehtay thay jisko, suna na karta tha
bohat kamal thay ous main aur ek yeh bhi tha
keh ek muqaam say aagay wafa na karta tha
**