Karoge yaad tu har baat yaad aayegi
Guzartay wakt ki har mauj thehar jaayegi
Yeh chaand beetay zamaanoo ka aaena hoga
Bhatak’tay abbar mein chehra koi bana hoga
Udaas raaah koi daastan sunaayegi
Karoge yaad tu har baat yaad aayegi…
Barasta bheegta mausam dhuwaan dhuwaaan hoga
Pighalti shamo’on pe dil ka mere guman hoga
Hatheleyoon ki hina yaad kuch dilayegi
Karoge yaad tu har baat yaad aayegi…
Gali ke mor pe soona sa koi darwaaza
Tarasti aankhoon se rasta kisi ka dekheyga
Nigah door talak jaa ke laut aayegi
Karoge yaad tu har baat yaad aayegi…
Karoge yaad tu har baat yaad aayegi … !
Guzartay wakt ki har mauj thehar jaayegi … !
Gali ke mor pe soona sa koi darwaaza
Tarasti aankhoon se rasta kisi ka dekheyga
Nigah door talak jaa ke laut aayegi
Karoge yaad tu har baat yaad aayegi...
One of my favourites from 'Bazaar'.Farook Sheikh was the hero.Has anybody seen programme-Jeena isi ka naam hai anchored by Farookh on Zee TV.Its just excellent.
[QUOTE]
*Originally posted by arifnawaz: *
Karoge yaad tu har baat yaad aayegi
Guzartay wakt ki har mauj thehar jaayegi
Yeh chaand beetay zamaanoo ka aaena hoga
Bhatak'tay abbar mein chehra koi bana hoga
Udaas raaah koi daastan sunaayegi
Karoge yaad tu har baat yaad aayegi...
Barasta bheegta mausam dhuwaan dhuwaaan hoga
Pighalti shamo'on pe dil ka mere guman hoga
Hatheleyoon ki hina yaad kuch dilayegi
Karoge yaad tu har baat yaad aayegi...
Gali ke mor pe soona sa koi darwaaza :(
Tarasti aankhoon se rasta kisi ka dekheyga
Nigah door talak jaa ke laut aayegi
Karoge yaad tu har baat yaad aayegi...
Karoge yaad tu har baat yaad aayegi ... !
Guzartay wakt ki har mauj thehar jaayegi ... !
[/QUOTE]