karo gay yaad to her baat yaad ayay gee
guzrtay waqaat ke mooj tehr jayay gee
yeh chand betay zamano ka aina ho ga
bahkatay abr mein chehra koi bana ho ga
udaas raah koi dastan sunay gee
karo gay yaad to her baat yaad ayay gee
barsta behgta mosm doha doha ho ga
begahlte shamon pe dil ka meray guma’n ho ga
hathilion ke hina yaad kuch dialy gee
karo gay yaad to her baat yaad ayay gee
gali ke mor pe sona sona sa koi darwaza
darste aankhon se rasta kese ka dekhay ga
nigha door talk jaa ke loot ayay gee
karo gay yaad to her baat yaad ayay gee*
*This is my all time fav song. Hope that you like it:flower1:
So touchy …:k:
wah!
karo gay yaad to her baat yaad ayay gee
kiya baat hai
Re: karo gay yaAd to her baAt yaAd ayay gee
beautiful
![]()
bohat khoob :)
zabardast :k::k:
^^ thanks a lot everyone:flower1:![]()
![]()
wow:k: :k:
kya kehny...
^^ thanks a lot:flower1:![]()