....Karey

Na shikaayatein, na gilaa karey
Koi aisa shakhs hua karey
Jo merey liye hee saja karey
Mujh hee sey Baatein kiya karey

Kabhi royey jaaey woh bepanaah
Kabhi be-tahaasha udaas ho
Kabhi chupkey chupkey dabey qadam
Merey peechay Aa kar, hansa karey

Meri qurbatein, meri chaahatein
Koi yaad kare qadam qadam
Mein taveel safar mein hoon agar
Meri waapsi ki Dua karey

Good one !

Apna Pata Na Manzil Jana Ki Kuch Khabar

Milta Nahi Suragh kissi Ke Intezaar Mein

[QUOTE]
*Originally posted by arifnawaz: *
Good one !

Apna Pata Na Manzil Jaana Ki Kuch Khabar

Milta Nahi Suragh kissi Ke Intezaar Mein
[/QUOTE]

thanx:)

Na shikaayatein, na gilaa karey
Koi aisa shakhs hua karey
Jo merey liye hee saja karey
Mujh hee sey Baatein kiya karey

Ummmm nice choice per Jaan leva ji aisa shaks kahan available hoga aaj k dour main ;) any idea
ap ki poetry jaan lay kar jati hain kia khayal hai ;)

[QUOTE]
*Originally posted by Lamhay: *
Na shikaayatein, na gilaa karey
Koi aisa shakhs hua karey
Jo merey liye hee saja karey
Mujh hee sey Baatein kiya karey

Ummmm nice choice per Jaan leva ji aisa shaks kahan available hoga aaj k dour main ;) any idea
ap ki poetry jaan lay kar jati hain kia khayal hai ;)
[/QUOTE]

aisa shaks milna mushkil hai lakin namumkin nahi:)
.
.
.
.
BTW aisi shaks mere khawaboo mai hai

[QUOTE]
*Originally posted by Jaan Lewaa: *

aisa shaks milna mushkil hai lakin namumkin nahi:)
.
.
.
.
BTW aisi shaks mere khawaboo mai hai
[/QUOTE]

lolz khwaub aur sarab!

jaan leva ji khwaub ki nahin haqeeqat ki duniya main nahin available kia ????

buhat khoob :k:

[QUOTE]
*Originally posted by Lamhay: *

lolz khwaub aur sarab!

Jaan Lewaa ji khwaub ki nahin haqeeqat ki duniya main nahin available kia ????
[/QUOTE]

koi ho gi ya phir hai:)
.
.
.
.
thanx DK