KARACHIATES

I should do the same... chalo chaltey hain.

mein akela soonga :ASA:

alyish bhaeeeeeeeee

Na sharm aayee na ungliyaaN kaaNpeeN
Itna bara blunder kartay waqt

Meray shehr dehli ki sifaat aap nay apnay shehr k naam kardeeN

miyaan kahaN dehli aur kahaN karachi
cheh nisbat raa khaak dar aasmaaan

bahar haal
karachi ki aik khasiyat hai - GADHA GARI

TO SUNIYAY

Qudrat e haq dekhni hai to gadha gaRi ko dekh
Baith kar jaa iss main clifton aur keemaRi ko dekh

peace

Re: KARACHIATES

:hayaa: mirza uncle aaj kahan say cafe main utray

Me Me Me Haath Uthaing :chupki:

waisey bander tou hotey hongay delhi mein...
lekin bandar road karachi mein hai .. n so is kimari .....

so yeh delhi kahan say agaya beech mein .......
??

hanooz delhi door ast

baree dair kee meharbaan atey atey

Re: KARACHIATES

KIA BAAT HE meri thread kuch zyada hi famouse ho gai :hehe:

newho :wave:

precious khan humm :hoonh: interesting nick…

cadet JANNU ne bola tu bola usne parchee dal di bus :stuck_out_tongue:

jannu j hru :slight_smile: :jano:

Itni FaMOUSE … keh Aap famous ki spelling bhool ga’een :cb:

Hum Bhi Interesting Hain apnay nick Ki Tarah :blush:

kon say waley jannu ney ?

n she is married :smilestar:

HazRat jis zamane mein Mir taqi mir ne yea asHaar dehli k leay kahay thay… wo waqt or taa… aj wohii haaal is sheyhar-e-asshoob karachi kaa hai …

waysay bee us zaManay ka adhaa dehli ab karachi mein hai … :cb:

mazRaat qabool karain … bhai logooN correction needed .. Mundar’jaa baala ashaaR Mir taqi mir ne kissi zamane mein dehli k leay kahay thay …

jinay mein aj kaal karachi k leay parta hooN …

or Waqa’ee kahan dehli or kahan karachii …

**Dehli luutt lutt k tahaak gaya tah GairooN k hatoon or karachi hai k appNo k hatooN luttaa jaraha hai **

cadet .. no messing with mirza bhai … yea hamaray buzurG hain …

mirza bhai … kisi qism ki bi dil azari k leay mazRata khuwa hooN…

Re: KARACHIATES

cadet lolz… sshh… tume farsi ati he?

JANNU guppie ne aur kon janu… aur kitno ko janu kehti hon GS pe me :hoonh:

meri thread tu khi ke shayar hone chaye thi

preciouse khan yes cadet is ryt m married… :stuck_out_tongue:

iss nacheez kee bhi mazrat qabool hoo

oui, je parlez Farsi

Re: KARACHIATES

abay farsi frnch nahi :smack:

ik weet niet eens in welk land karachi ligt:chai:

Re: KARACHIATES

huh??

Re: KARACHIATES

Yaar hussain, please Farsi or french bol kar Karachi walOn ko badnaam naa karo

boeeeeeeeee.. :p

Re: KARACHIATES

abay... mujhe bus fark pata he cuz danish(*hubby) farsi k qaalyan suntehein.... mujhe koi ati thori he farsi ....
haan n my real name is farsi bus itna pata he :)

jia's my nick name na

Janu is a farsi word :konfused: