KARACHIATES

HazRat jis zamane mein Mir taqi mir ne yea asHaar dehli k leay kahay thay… wo waqt or taa… aj wohii haaal is sheyhar-e-asshoob karachi kaa hai …

waysay bee us zaManay ka adhaa dehli ab karachi mein hai … :cb:

mazRaat qabool karain … bhai logooN correction needed .. Mundar’jaa baala ashaaR Mir taqi mir ne kissi zamane mein dehli k leay kahay thay …

jinay mein aj kaal karachi k leay parta hooN …

or Waqa’ee kahan dehli or kahan karachii …

**Dehli luutt lutt k tahaak gaya tah GairooN k hatoon or karachi hai k appNo k hatooN luttaa jaraha hai **

cadet .. no messing with mirza bhai … yea hamaray buzurG hain …

mirza bhai … kisi qism ki bi dil azari k leay mazRata khuwa hooN…