Karachi

Re: Karachi

Shukriya janaab sab jagay batane ke liye. Aur yeh bataye Pakistani dramas ke jo sets hain wo kahan dikhenge. Mujhe pata hai sab dramas Karachi mein hi bante hain. Shayad dekhne ko mile. Khana jagay batane ke liye bahot shukriya. Biryani subha shaam khane ka plan hai :slight_smile:
Aap aur Muqa bhai do darya mein milenge. Ek GS meetup bana sakte hain tab.