Dania
May 27, 2010, 6:23pm
41
Welcome to Karachi :)
I will watch your flight land.. apnay ghar ke rooftop pe khara ho kar.. I live only 2 km from Jinnah international airport :D
lolz..koi kaam nahi kya?
dani maslan pakoray,samosay wid chatni
ufff itni fried cheezain..main nahi khaati.. :(
Re: Karachi WaloN
q moti ho jao gi acha taza sabziyan khila dain gy ....
sufi bhai jhaaj wadday hunday ny????
assi jhaaj vekhde aan jaidoon light nahi hundi :p
urdu bolain urdu....
Dania
May 27, 2010, 6:26pm
44
q moti ho jao gi acha taza sabziyan khila dain gy ....
sufi bhai jhaaj wadday hunday ny????
dieting par hoon na..samjha karo ;)
Re: Karachi WaloN
kaam to bohat hain magur aik guppi ke liye itna to kar saktay hain na :p
dieting par hoon na..samjha karo ;)
ohh acha phr kya kaho gi???
urdu bolain urdu....
Bilkul jee Urdu bol dete hain... main keh raha hoon ke jab light jati hai to hum jahaz hee dekhte hain.. aur kar bhee kiya kar saktay hain :P umeed hai aapko ab samajh aa gaya ho ga
kaam to bohat hain magur aik guppi ke liye itna to kar saktay hain na :p
ooh i gotcha if its the translation lol.... awww dats sweeettt
ooh i gotcha if its the translation lol.... awww dats sweeettt
jee translation abhi kee hai pichli post main aap ke liye :p
rabika
May 27, 2010, 6:49pm
51
yehi to tension hey:smack: merey ghar aaker sirf daal chawal hi khana phir
Re: Karachi WaloN
dania mere ghar b ana or jo kaho gee wo khelaon ge Inshallah