Re: Karachi ki bhenssaiN
Aray unkil UNKA Mood Ho Raha Tha roast ki hovee bhains Khanay ka , Issi Liay itna Intizam Kiya ![]()
Karachi Main Kiya Naheen Ho Raha yeh Tou Sirf mazlom Bhainsain Hain jin ki Khabar Aa Ga’ee Paperz Main Warna tou Yahan koi Insanoo’n Ko Naheen Poochta ![]()
Aap Tou Sab ko Aik Hee Laatt’hee Say Haank Rahay Hain :snmilestar:
GoodBabu … Aap Ki Maa’lomaat Kaafi ziyada Hain Pathanoo’n K Baaray Main :hoonh: