- unn par zulm ho raha hay :mad:
Buffaloes in trouble](http://www.dawn.com/2008/03/21/local4.htm)
koi unn ka khayal nahi rakhta ![]()
waisay yeh karachi main rooz kahin na kahin aag lag jati hay :hmmm:
chakkar kya hay ? :hoonh:
koi unn ka khayal nahi rakhta ![]()
waisay yeh karachi main rooz kahin na kahin aag lag jati hay :hmmm:
chakkar kya hay ? :hoonh:
Re: Karachi ki bhenssaiN
Oh yet another case of Stove Explosion :hinna:what’s happening to us ![]()
Re: Karachi ki bhenssaiN
Diloon ki aag sheher kee imartoon tak an pohnchii hey...
Rahii baat bhainsoon kii tu wo tu sada hee sey Muzloom hain...ab yeh na pochna kion....Jaisey tum kuch jantey nahee ho......
Re: Karachi ki bhenssaiN
Goodbabu I are not bhenss
also i are not mamoo or phuppa of baffalo
we is confused ![]()
Re: Karachi ki bhenssaiN
Akhir bhaisoon ko un kay haqooq kub milain gay ? Unko fire safety aur safe exit key training kub milay gee ? Baychree bay zuban bhainsain.
Ansar Berney ko Indian Spies key khidmat karnay say fursat milay gee tow shaid iss taraf bhee tawajah dain . Kia khail hay aapka ?
Ab ko e Ansar Berney walay comment ko dil pay na lay jana.
Re: Karachi ki bhenssaiN
Bhand Bhai , Ap bhains kee Dodh pey “pal” phains sey Apna relation is asanii sey Khatam nahee ker saktey…
u is confused, I is know , I is know this…
Re: Karachi ki bhenssaiN
You am wrong
I is not “paal poos kay baRaa hua” on bhenss ka milk ![]()
Re: Karachi ki bhenssaiN
Oh…I are always wrong…
tum Bakree ka dodh peetey they, mera matlab hey Chota dodh…
Re: Karachi ki bhenssaiN
thats so sad! :(
Re: Karachi ki bhenssaiN
Bakrees is not donate milk…they is keep all milk for her kids but we get it with force…see
Babu sey pocho gey tabhee tu pata chaley ga na…
LO daso…
Re: Karachi ki bhenssaiN
karachi mai insaano kay liye koi poochnay wala nai hai, aap bhenssain ki batain karay hain :smack:
aag lagti hai kyon kai log jahil hai yahan per ![]()
Re: Karachi ki bhenssaiN
“aag lagti” hey sey Lagta hey keh Ap Pathan ho…Tabhee tu Bhainsoo kee qader nahee…Ap kudee dekh lo, karachi men aik karoor 10 lakh insan hain, aur sir 20 hazar bhainsain…Ab khud batao kon zeyada “qeemtee” hey…
Aqal Barii key Bhains…
Re: Karachi ki bhenssaiN
apni apni baat kero ![]()
mein tou panch jamatein pass hoon ![]()
Re: Karachi ki bhenssaiN
Aray unkil UNKA Mood Ho Raha Tha roast ki hovee bhains Khanay ka , Issi Liay itna Intizam Kiya ![]()
Karachi Main Kiya Naheen Ho Raha yeh Tou Sirf mazlom Bhainsain Hain jin ki Khabar Aa Ga’ee Paperz Main Warna tou Yahan koi Insanoo’n Ko Naheen Poochta ![]()
Aap Tou Sab ko Aik Hee Laatt’hee Say Haank Rahay Hain :snmilestar:
GoodBabu … Aap Ki Maa’lomaat Kaafi ziyada Hain Pathanoo’n K Baaray Main :hoonh:
Re: Karachi ki bhenssaiN
karachi ki larkiyon ko aaisa nahi kehtay:naraz:
Re: Karachi ki bhenssaiN
:aq:
Re: Karachi ki bhenssaiN
Do Karachi ki buffaloes speak Urdu or Punjabi? ![]()
Re: Karachi ki bhenssaiN
^I think....Farsi :D
Re: Karachi ki bhenssaiN
Farsi and English, I would imagine ![]()