kar raha tha ghum e jahan ka hisaab

** ker raha thaa gham e jahaan ka hisaab aaj tum yaad bayhisaab aay

na gayee teray gham ki sardarii
dil mein youn roz inqilaab aay

is tarah apni khamoshii gunji
goya hur simat se jawaab aay

umer k hur warq pe dil ko nazr
teray mehr o wafa k baab aay **

:flower1:

:k:

Tum yaad behisaab aay

Waaah...

Wah :k:

:k: