**In udaas rahoon per
Iss akelay dil ke sath
Kar liya safar kitna
Or kitna baki hai??
Wo jo aik tara sa
Duur jhilmilata hai
Or duub jata hai
Tab akele pan se dil
Ye sawal karta hai
Jugnouon ki khwahish mein
Titliyon ki chahat mein
Kar liya safar kitna
Aur kitna baqi hai??**
Re: Kar liya safar kitna, Aur kitna baqi hai??
nice:k:
ab kuch happy shappy post karain 
Re: Kar liya safar kitna, Aur kitna baqi hai??
Aap bhi to kuch Share kry....
Re: Kar liya safar kitna, Aur kitna baqi hai??
nah…mood nahi hai abhi 
Re: Kar liya safar kitna, Aur kitna baqi hai??
Wah ji Wah........
Re: Kar liya safar kitna, Aur kitna baqi hai??
aur nahi tou kya…sirf jub mood ho tub I can post poetry…aise nahi:no:
Re: Kar liya safar kitna, Aur kitna baqi hai??
To mood kis terhan banta hy......??
Re: Kar liya safar kitna, Aur kitna baqi hai??
wo kisi ke bus ke baat nahi 
Re: Kar liya safar kitna, Aur kitna baqi hai??
Vo koan chemia gar tha jo k bakhair gyia
tery gulab se chehrey pe zar Udassi ka.......??
LP
10
Re: Kar liya safar kitna, Aur kitna baqi hai??
chemia gar & zar ki meaning?
Re: Kar liya safar kitna, Aur kitna baqi hai??
Zar= Dolat, Money,
Chemia gar= Sona Bana`ny wala,
Re: Kar liya safar kitna, Aur kitna baqi hai??
Use Onlie Urdu Dictionary 4 words meaning
LP
13
Re: Kar liya safar kitna, Aur kitna baqi hai??

lovely:lajawab:
urdu font mai kaun type kareyga:bummer:
Re: Kar liya safar kitna, Aur kitna baqi hai??
Visit kr k daikhyn type nhi krna perta,Selection krni hoti hy lafzon ki..
LP
15
Re: Kar liya safar kitna, Aur kitna baqi hai??
oh yeah...thank you :D
system
16
Re: Kar liya safar kitna, Aur kitna baqi hai??
nice

very nice
Sannan
18
Re: Kar liya safar kitna, Aur kitna baqi hai??
nice
Re: Kar liya safar kitna, Aur kitna baqi hai??
Aashqui sabr talab aur tamanna betaaab :cobra:
UZ
20

Udaasi :(