kar kay ehsas ke lazat say shanasa mujh ko
chup gaya janay kahan chor kay tunha mujh ko
ye alag bat kay ab tujh say ta’aluq na raha
yad aata hay tira ab be sarapa mujh ko
chen lene the agar mujh say mere benayee
kis liay bakhsha tha phir zoq-e-tamasha mujh ko
sath laya tha jo khuvabon kay chaman zar kaee
chal dia day kay vahee dard-e-tamana mujh ko
jab say rootha hay muqadar ka sitara mujh say
koi be shakhs nazar aaya na apna mujh ko
jo rava’n rehta hay manzil ussay milte hay zaheer
gamzan rakhta hay har dam yahee jazba mujh ko
*
Re: kar kay ehsas ke lazat say shanasa....
[QUOTE]
*Originally posted by baziger: *
*
kar kay ehsas ke lazat say shanasa mujh ko
chup gaya janay kahan chor kay tunha mujh ko
ye alag bat kay ab tujh say ta'aluq na raha
yad aata hay tira ab be sarapa mujh ko
chen lene the agar mujh say mere benayee
kis liay bakhsha tha phir zoq-e-tamasha mujh ko
sath laya tha jo khuvabon kay chaman zar kaee
chal dia day kay vahee dard-e-tamana mujh ko
**jab say rootha hay muqadar ka sitara mujh say
koi be shakhs nazar aaya na apna mujh ko
jo rava'n rehta hay manzil ussay milte hay zaheer
gamzan rakhta hay har dam yahee jazba mujh ko**
*
[/QUOTE]
good .......
XkanwalX
Xremelimits
Vivacious
DJ_Aqua
thanks to all
Buhat Khoob:flower1:..
:k:…
AsSweetAs
HeArT HaCKe
RBrokenSky...
thanks all of u.