kar kar k minnatain

kar kar k minnatain teri aadat bigarr di
daanista ham nai tujhko sitamgar bana dia

Re: kar kar k minnatain

:cb:
admi logon ko banaya kis liay gaya hi :omg:

Re: kar kar k minnatain

itefaq nai hai na hum main :stuck_out_tongue:

Re: kar kar k minnatain

nahin me to agree ker rahi hun
acha kerty hein minitein ker k :k:

Re: kar kar k minnatain

nahi karni chaheay lekn maza b ata hai minetein karnay ka:D

Re: kar kar k minnatain

jesa bo ayn gey vesa hi katen gey na :cb:

Re: kar kar k minnatain

hmmm, yani k sar pe nai charhana chaheay :bummer:

Re: kar kar k minnatain

kion nahi per utarna nahin chahiay phir bari taklef hoti hy :bummer:

Re: kar kar k minnatain

banda sir se utaaray to seedha nehar main gira dy :stuck_out_tongue:

Re: kar kar k minnatain

nehar me girne se pehly vo apko
pakar k bhi le dube to:omg:

Re: kar kar k minnatain

phir oos ko bhi bacha loon ga, next time try karen gy :stuck_out_tongue:

Re: kar kar k minnatain

:cb:
daboya mujhko hone ne
na yun hota to kia hota

Re: kar kar k minnatain

daboya mujhko girnay ne
na girta to main b bahir kharra hota<!-- google_ad_section_end -->

Re: kar kar k minnatain

apne kiye ka na waid na tabeeb :(