Kanwaray larkay kabhi na MOHABBAT mein dil haaray
isi liye tau yeh bechaari larkiyon ko baar baar karain ishaaray
biwi ko is ne moo dikhaai kein diye sonay kay sahaaray
ub is ki biwi bhi khilaai gi isay chuwaaray
baccho ko khilaai is ne bohat saaray aalo bukhaaray
ub yeh kehta kay please koi bhi mere bacchon ko thappar na maaray:)