Kanto’n si chubhti hai Tanhayi
Angaroon si sulagti hai Tanhayi
Koi aa kar hum dono ko hunsa de
Main rota hoon rone lagti hai Tanhayi
Jab bhi tere Hisar se nikalna chaha
Yaadoon k beej bone lagti hai Tanhayi
Raat k kisi hise main yeh bhi Bewafa ho jati hai
Main nahi sota sone lagti hai Tanhayi
Tum se judaa ho kar is se hi Dil laga lia hai
Mar sa jata hoon jab khone lagti hai Tanhayi
Re: Kanto'n si chubti hai tanhayi...
Raat k kisi hise main yeh bhi Bewafa ho jati hai
Main nahi sota sone lagti hai Tanhayi
matlab masla tanhai main nahin aap main hai
Re: Kanto’n si chubti hai tanhayi…
wohi bewafa saathi :hinna:
LP
4
Re: Kanto’n si chubti hai tanhayi…
aaj tanhaye se deal ke hai marketing ke ? 
Re: Kanto’n si chubti hai tanhayi…
tanhayi day hai
kal fakhira day EU ko buttering karny ka best moqa
LP
6
Re: Kanto'n si chubti hai tanhayi...
tanhayi day hai
kal fakhira day EU ko buttering karny ka best moqa
Ehsan uncle ko tou meetha day manana chahiye :D
Re: Kanto'n si chubti hai tanhayi...
Ehsan uncle ko tou meetha day manana chahiye :D
kal unki torain daikhni wali hun gi