here is one about 20-30 years old…
Aik aadmi ganderiyan choosta hoa ja raha tha…aur chussi hoee ganderiyan neechay phekhta ja raha tha…
thoree der main us nay dekha kah aik Khan sahab uskay peechay zameen say chussi hoee ganderiyan utha utha kar choos raha heay…
**Aadmi kau buhat ghin ayee aur khan sahab say bola: **
"oyay…kanjoos!…khud khareed kar kiyon naheen kha letay…meree choosi hoee ganderiyan utha rahay ho…
Khan sahab foran bolay:
“khocha…kanjoos tau tum heay..keh gandheri main thora sa bhee ras naheen chor rahee heay tum…
kanjoos makhee choos kaheen kee…”