Jaise kanch ki chooreyyan haseeen hotee hain
Khuwaab bhi dil-nashin hotey hain
Jaise kanch ki chooreyyan kallaeyyoon mein sajti hain
Khuwaab bhi palkoon mein sajtay hain
Jaise kanch ki chooreyyan gungunaatti hain
Khuwaab bhi dharkan ka sur ban jatay hain
Jaise kanch ki chooreyyan larkeyo ka zaivar hain
Khuwaab bhi larkeyo ki ankh ka kajal hain
Magar janaaan
Jaise kanch ki chooreyyan toot jaati hain
Aur kircheyyan kallaeyyoon mein chubh jati hain
Khuwaab bhi tu bikhar jate hain
Aur ansoo ban kar ankh mein utar ate hain
Dekho tu kanch ki chooreyyan aur Khuwaab
Donoo kitne milte julte hain
Re: kanch ki chooreyyan aur khuwaab,Donoo kitne milte julte hain
wonderfulllllllllllllll :).....thnx for sharing........ reet
Re: kanch ki chooreyyan aur khuwaab,Donoo kitne milte julte hain
Nice One Reet …![]()
Re: kanch ki chooreyyan aur khuwaab,Donoo kitne milte julte hain
thnx........Miss Meh & Aryaan
Re: kanch ki chooreyyan aur khuwaab,Donoo kitne milte julte hain
Very Nice… Tnx Reet ![]()
Re: kanch ki chooreyyan aur khuwaab,Donoo kitne milte julte hain
thnx ** GS**
Re: kanch ki chooreyyan aur khuwaab,Donoo kitne milte julte hain
v nice reet..:)

/\ thnx