kal main bazaar ga’ee jootay khareednay
wahan bheer bhaar main, eik kaminay mard nay itni zor sai chutki li, meri kamar main, neel par gayaa
jahannum main ja ain sub kay sub
in mardon ko chutki lenay main kiya mazaa aata hai
kal main bazaar ga’ee jootay khareednay
wahan bheer bhaar main, eik kaminay mard nay itni zor sai chutki li, meri kamar main, neel par gayaa
jahannum main ja ain sub kay sub
in mardon ko chutki lenay main kiya mazaa aata hai
Re: Kaminay mard
haawwwwwwwwwwww begum aunti ![]()
aap ne usko rakh kar aik thappar kion nahi maara
Re: Kaminay mard
Mian kiya kerti kali, wo bhaag gaya chutki laitay hi
Re: Kaminay mard
...usss ullo k pattey se poochna tha na ..k ussey is se kia milta hai .. and alternatively you could have responded to him ... with a few juttiz in his head ...
Re: Kaminay mard
Janu, body guards bhi kaminay hotay hain ... ghoor ghoor ker diakhtay hain mujhi ko
Re: Kaminay mard
Ali anty us ke peche bhag ke usay khoob mar ke ana thaa ![]()
Re: Kaminay mard
I wonder if he was kameena or andha.
![]()
[INDENT]
![]()
[/INDENT]
![]()
I sense sarcasm
Re: Kaminay mard
cum on nikki aapa begum aunti is cute ![]()
FBI howdi???
Re: Kaminay mard
Ali anty aap ke future hubby Shikra aa gai ![]()
Janu, body guards bhi kaminay hotay hain ... ghoor ghoor ker diakhtay hain mujhi ko
u better wear burqa then :p
Re: Kaminay mard
hey kalli billi ..long time no see .. hows everyone doing around here ..
how are you ppl .. niksik, tlk ..and others that i dunt know .. begum etc ?
Re: Kaminay mard
Ali anty aap dieting karain moti ho gayi hain, dimagh pe bhi asar parh gaya hai ![]()
Re: Kaminay mard
that was a question Sajal