kamayti

Kya aap ne kabhi kamayti dali hai?
Ap ne pehli kamayti kis umar mei dali?
kamayti kis tarah dali jati hai? koi specific rules?
Kya kamayti dono mard aur khawateen daal saktay hain?
Kameti dalna kyun zaroori hai?
Kya kamayti ke kuch fawayed aur nuksanat bhi hain?
Kya kamayti socially acceptable hai?
Hamein kamayti dalanay ki kyun kar zaroorat pesh ayi?
Kya kamayti dalna haram hai?

Kya aap mere sath kameti dalein ge? aao kamayti kamayti khailein.:slight_smile:

Re: kamayti

Pehli meri :hehe:

Re: kamayti

Cool

Re: kamayti

yah ittna sara parhay ga koun :konfused:

Re: kamayti

mujhei naye dalni .. u mere paise lei kurr bhaag jaou gei ..

Re: kamayti

=( aww aap parh nahi saktay?

Re: kamayti

Han aur phr sabzian kese lay gi?

Re: kamayti

LOL!

Re: kamayti

:smilestar: .. shhuuuuuusssssshhhhhhhhh

Re: kamayti

AAAAHHHHHHH!!! :mad3:

Kis ne kamayti bullaye…?

Unko kehdo meh kisee kamayti ka mowthaaj naheen…:snooty:

Muje ayse fitnay se saakht nafraat hain… :asa:

Abee abee pehleey Kamayti ne humko char dafa warning dee hain… aab mein majboor hoonh muje se bacho warna :x2:

Re: kamayti

1 shart pe First number muje chaiye hai