Kamaal

Soz e firaq e yaar main marna nahin kamaal
Mar Mar ke hijr e yaar main jeena hai kamaal


Restored attachments:

Re: Kamaal

phir vohi song yad aa gaya

Re: Kamaal

wal wal qatal kare saa :hinna:

Re: Kamaal

Nice shair :k:

Nazar to aa raha tha

Phir neeche kiyon likha???

Re: Kamaal

aise hi.. mushkil khattati main likha huwa tha iss liye

Re: Kamaal

Oh I see :clap:

Re: Kamaal

waah…jis qadar Haseen she’r usii qadar iskii kitaabat…loved it!
**
door rahnaa nahiiN kamaal!..suno, paas aao to, koii baat bane!**

Re: Kamaal

Log kiya kahenge:wub:

Re: Kamaal

Maa ka ladla bigaR gaya

Re: Kamaal

:hehe:

Yeh Hum nahi keh rahe

Woh kahe gi jise Chacha kahen ge:cool:

Re: Kamaal

yehii k…Asif Babua jawaan ho gayaa! :cb:

Re: Kamaal

Reshma jawan ho gai…

Re: Kamaal


matlab, donoN jawaan ho gaye! :D mubaarak ho :)

Re: Kamaal

kis cheez ki mubarak

Re: Kamaal

Hum ko latka k sooli pe

Yeh tootne lage hain khane pe:crying: