Re: Kalij....
Gulnar aur Gulzar.. kitne old fashioned naam hai
Re: Kalij....
to aap Dobara likh lyn kisi na`ay naam k saath......
Re: Kalij…
I was just saying…
Re: Kalij…
bahooot KHoob aur bahot haNsii aayii paRh kar…mujhe bhii ek she’r yaad aa gayaa isii kaalij par:
Kahaa majnooN ne “yeh achchhii sunnaii,
kujaa 'aashiq, kujaa kaalij kii bakwaas” ![]()
Re: Kalij…
wo degree ke bajaye maim ley ker laut aya hai ![]()
but ye tou pehle hota tha…ab aisa nahi hota…degree bhi hoti hai…maim bhi ![]()