Salam Arz hay sabh readers ko..
ham nay pehlay bhe ek shair send kiya tha ab yeh doosra shair send ker raha hoo...umeed hay kay pehlay jasay shair ki tarah yeh bhe aap ko passand aaey ga.
tu Arz kiya hay
kalay chashmay bhi ek namat hain
dhoop main khoob kaam datay hain
jo nighaheen naheen milla saktay
raat din in say kaam latay hain.
Allah hafiz
Jaadoogar